in
Bollywood Lyrics
Bolo Har Har Har Lyrics – Shivaay | Ajay Devgn, Badshah
Advertisement Links
Bolo Har Har Har exclusively streaming now, only on Hotstar!
Bolo Har Har Har Lyrics
Aag bahe teri rag mein
Tujhsa kahan koi jag mein
Hai waqt ka tu hi to pehla paher
Tu aankh jo khole to dhaaye kaher
To bolo har har har
To bolo har har har
Aadhi na anth hai uska
Woh sab ka na inka unka
Wahi hai mala wahi hai manka
Mast malang wo apni dhunn ka
Jantar mantar tantar gyani
Hai sarparke swabhimaani
Mrutyunjaye hai mahavinasha
Omkaah hai issi ki vaani
Issi issi issi ki issi ki vaani
Bhaang dhatura bel ka patta
Teeno lok issi ki satta
Vish peekar bhi addig amar hai
Mahadev har har hai japta (japta)
Wahi shunya hai wahi ikka hai
Wahi shunya hai wahi ikka hai
Wahi shunya hai wahi ikka hai
Jiske bhitar basa Shiva hai
prabhu naanam paromantra
naastitah trambhu tranam
Nagendra haraya trilochanaya
Basmanga ragaya maheshwaraya
Nithyaya shudhaya digambaraya
Tasmai nakaraya namashivaya
Shiva rakshyamam
Shiva trahimam
Shiva trahimam
Shiva rakshyamam
Shiva trahimam
Shiva trahimam
Mahadev ji trahimam
Sharnagatam
Tvam trahimam
amrakshyaman
Shiva rakshyamam
Shiva trahimam..Shiv
Aankh moond kar dekh raha hai
Saath samay ke khel raha hai
Mahadev maha ekaki
Jiske liye jagat hai jhaanki
Jata mein ganga
Chaand mukut hai
Somya kabhi kabhi bada vikat hai
Aag se janma hai kailashi
Shakti jiski tarasgi pyaasi
Hai pyaasi, haan pyaasi
Ram bhi uska, Ravan uska
Jivan uska maran bhi uska
Taandav hai aur dhyan bhi woh hai
Agyaani ka gyaan bhi woh hai
Aankh teesri jab yeh khole
Hile dhara aur swarg bhi dole
Goonj uthe har disha kshitij mein
Naand usi ka bam bam bhole
Wahi shunya hai wahi ikka hai
Wahi shunya hai wahi ikka hai
Jiske bhitar basa Shiva hai
Toh bolo har har har
Ja ja kailash jakar vinaash
Ja ja kailash jakar vinaash
Toh bolo har har har
Ja ja ke kailash ja kar vinaash
Ja ja ke kailash ja kar vinaash
Ja ja ke kailash ja kar vinaash
Yaksha swaroopaya jatta dharaya
Pinaka hasthathaya sanathanaya
Divyaya devaaya digambaraya
Tasmai yakaraya namashivaya