Ae Waqt Zara Thahar Jaa

Advertisement Links
Ae Waqt Zara Thahar Jaa Ke Woh Meri Baahon Mein Hai
Jism Hai Zameen Par Aur Rooh Hawaon Mein Hai

Haseen Vadiyan Dekhoon Ya Husn-E-Haseen Tera
Tujh Mein Hai Woh Sab Nazare Jo Fizaon Mein Hai

Nasaaz Tabiyat Ki Fikr Tujhe Kyon Neha
Unke Deedar Mein Hai Woh Shafaa Jo Dawaon Mein Hai