Nazrein Chuppa Ke Chalthe Hain

Advertisement Links
Nazrein Chuppa Ke Chalthe Hain
Woh Na Mile Yeh Duwa Karthe Hain

Woh Meri Haalat Se Bekhabar Hain Abhi
Unpe Yeh Zahir Karne Se Darthe Hain

Dard Kahin Hadhein Tod Na Jaaye
Hum To Ussi Pe Marthe Hain

Nigaahon Ne Sabr Ka Imthihaan De Diya
Lekin Phir Bhi Woh Dastaan Yaad Karthe Hain

Har Mod Pe Unki Yaad Bassi Hain
Har Kadam Soch Samaj Kar Utaathe Hain